जानिए पेनाइल इम्प्लांट के बारे में
This article is written in Hindi. If you want in English. Click the link below.
जानिए पेनाइल इम्प्लांट के बारे में
यह लेख कई पेनाइल इम्प्लांट रोगियों के अनुभव और समीक्षाओं के आधार पर लिखा गया है
Penile implant ke baare me bahut saare English articles already he. Wo aap upar diya hua link ko click kiya tho mil jaega.
Lekin Bahut saare Hindi basha ke log, bolte he, unko English samaj me nahi ata he. Isliye unko hindi me batane ka koshish kiya he.
Kher..
Seeda.. Mudde pe ate he..
Apko patha he, India me kuch doctors apne faide ke liye bahut joot bolte he.
Kuch doctor patient ko customer ke Tarah dekte he, aur Apna faide ke liye kuch bi bejte he.
Isliye kuch guidelines follow karna he penile implant karne se pehle. ये निम्नलिखित दिशानिर्देश हैं
- Agar apko tablets kaam karta he tho, implant mat karana. Implant last line treatment hota he. First line nahi.
- Implant karwane se pahle bahut saara research karke implant karwalijiye, kyoki India me apko kuch doctor, kuch bi bejega, apne faide ke liye. Isliye kudh acche se, research karke doctor ke paas Jana bahut zaruri he.
- Malleable implant koi bi ho, wo accha cheeze nahi he, wo natural feeling nahi rahta. Usme erosion hota he. Urethra bi damage hone ka chances he. Isliye international urologists sirf inflatable implant hi karta he.
- Malleable implant ko bahut saare log ek saal baad nikal dete he. E doctor ko bi pata he, lekin kuch doctor ko, paisa kamana zyada important he, patient health se zyada. Isliye e sach chupate he.
- India me aaj kal kuch joota doctor ke vaje se bahut log malleable implant dalva lete he, aur baad me suffer karte he.
- Malleable implant sabko suit nahi karta, jo hamesha kaake baita rahta he usko hi suit karta he. Lekin normal lifestyle jeena he, gumna firna he, har type ka kapde pehena he, har activity karna he tho malleable implant se dikkat ata he.
- Malleable implant dalne ke baad, penis bahut vulnerable situation me ata he, thoda halki cheeze bi lagta he tho bi bahut pain hota he hamesha, ek saal ke baad bi. Kyoki natural tarike se jo shock absorption rahta he penis me, wo malleable implant ke baad nahi rahega.
- Inflatable implant costly he, lekin wo best implant he. Usme koi dikkat nahi ata he.
- Inflatable implant ke life bi average 15 saal ata he. Jo mechanical failure ke baare me galat faimiya he, wo actual me itna hota nahi he. Bahut saare log duniya me Inflatable implants 15 saal se chala raha he.
- Inflatable implant Internationally standard se bana hua aur FDA approved product hota he. Market me aane se pehle tested hota he. Usme failure ke chances almost zero rahta he.
- Inflatable implant ka reservoir ko retropubic space naam ka safe jaga pe rakte, usme apko koi problem nahi hota he. E clinically proven he.
- Mixed martial art ke ek patient bi, Inflatable implant lagaya he 7 years se, usko aaj tak koi problem nahi aya he.
Iske baad bi apko malleable implant karana he tho apka marzi, aap karalo, apka life he, apka decision he.
(Comment below, if u find it useful. )
good job
ReplyDelete